Friday, 13 February 2015

1,2,3,4 and Halla bol :P

Akhir kar wo ghadi aagayi jab Har desh ek sone se bani or hire jadit USS trophy KO pane k liye dil jaan ek kardega.

Ji haan Aaj jab puri dunyia Valentine day manegi , toh crease pe wo 22 navjawan Ball , bat jaise hatiyaron ke sath Halla bol kehke Samne wale desh KO muh Tod jawab denge.

World cup kiya h ? Bas ek bada sa Cup jisme shampian dalke finale wale din jeet ki khushi mante h Khiladi aisa hum sochte h par wo 11 khiladi nahi unke liye trophy nh balki mt Everest ki skihar par chadne wala Goal h

Aaj Australia ki bhoomi shuru hua WorldCup 2015 ek game nh balki ek Jung h , jisme sabhi alag alag desh se aaye khiladi USS Sone ki trophy KO pane ki chahat rakhe huye.
 
Un sabhi teams. KO mera pranaam India k liye dua ki Kangaroo ko hara aana , ya media ko kya jawab Dena h tyar karke aana :P All the best #BleedBlue h Bharat ka naam roshan ho y meri dua h .

No comments:

Post a Comment